Teri Yeh Baatein Lyrics

jaane kaise yun baaton hi baaton mein
aa gye hain hum yahan
keh gye jo tum aankhon hi aankhon mein
haan woh maine sunn liya

bheegi bheegi si raat ye raat ye
behka behka sa sma
aise doobe hum saath mein
ho gye hain laapta

teri yeh baatein aur mulakaatein
ye aa gye hain hum kahan
teri yeh baatein aur mulakaatein
koi bta de hum kahan

jaane kaise tum jaane anjaane mein
mil gye mujhe yahan
le chali dagar maano na maano ye
anjaani si jagah

aisa pehle hua nahi na kabhi
jo hua hai iss dafa
jaane kaise hum jaane anjaane mein
ho gye hain ghumshuda

teri yeh baatein aur mulakaatein
koi bta de hum kahan
teri yeh baatein aur mulakaatein
ye aa gye hain hum kahan

teri yeh baatein aur mulakaatein
koi bta de hum kahan.

Comment: